Thursday, May 18, 2006

Pyar ka Tohfa

pyar ne ye kaisa tohfa de diya
mujhko gumo ne pathar bana diya
teri yaadon main hi kat gayi ye umar
kehta raha tujhe kab ka bhula diya

2 comments:

Anonymous said...

abe ye red color mein kyon hai

Anjaan Shayar said...

apne khoon se likhi hai maine :)